Kaun tujhe yoon pyar karega - Love Song


KAUN TUJHE Full Video | M.S. DHONI -THE UNTOLD STORY
Lyrics
Tu aata hai seene mein
Jab jab saansein bharti hoon
Tere dil ki galiyon se
Main har roz guzarti hoon

Hawa ke jaise chalta hai tu
Main ret jaisi udti hoon
Kaun tujhe yoon pyar karega
Jaise main karti hoon

Haa.. Aa..

Meri nazar ka safar
Tujhpe hi aake ruke
Kehne ko baaki hai kya
Kehna tha jo keh chhuke

Meri nigahein hain teri nigahon ki
Tujhe khabar kya bekabar

Main tujhse hi chup chup kar
Teri aankhein padhti hoon
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karti hoon

Haa.. Aa..

Tu jo mujhe aa mila
Sapne hue sarphire
www.lyricsted.com
Haathon mein aate nahi
Udte hain lamhein mere

Meri hasi tujhse
Meri khushi tujhse
Tujhe khabar kya beqadar

Jis din tujhko na dekhun
Pagal pagal phirti hoon
Kaun tujhe yoon pyaar karega
Jaise main karti hoon

Haa.. Aa..

Share :

Facebook Twitter
Back To Top

statcounter

Powered by Blogger.